Текст песни Laal - Zulmat Ko Zia
0 чел. считают текст песни верным
0 чел. считают текст песни неверным
| Habib Jalib Hashr bapa hai ghar ghar mein, dum ghut'ta hai gumbad-e-bedar mein Ik shakhs kay hathon muddat se, ruswa hai watan duniya bhar mein Iblees numa insanon ki, aye dost sana kia likhna Zulmat ko zia, sarsar ko saba banday ko khuda kya likhna Haq baat pe korray air zindaan, batil ke shikanje main hai ye jaan Insaan hain ke sehme bethe hain, khoon-khwar darinde hain raqsaan Iss zulm-o-sitam ko lutf-o-karam, iss dukh ko dawa kya likhna Zulmat ko zia, sarsar ko saba, banday ko khuda kia likhna Har shaam yahan shaam-e-weeran, aaseb zada raste galiyan Jis shehr ki dhun main nikle thay, woh shehr dil-e-barbad kahan Sehra ko chaman ban ko gulshan badal ko rida kia likhna Zulmat ko zia, sarsar ko saba, banday ko khuda kia likhna Aye mere watan ke fankaro, zulmat pe na apna fan waro Ye mehl sara'on ke baasi, gatil hain sabhi apne yaro Wirsay main hamain yeh gham hai mila, iss gham ko nayaa kia likhna Zulmat ko zia, sarsar ko saba, banday ko khuda kia likhna Смотрите также:Все тексты Laal >>> |  | 
Хабиб Джалиб 
HASHR B BAPA HAI GHAR GHAR MEIN, DUM GHUTTA HAI GUMBAD-E-BEDAR MEIN 
ИК Шахс Кей Хэтон Муддат Се Э.Н., Русва Хай Ватан Дуния Бхар Мейн 
Iblees Numa Insanon Ki, Aye Dost Sana Kia Likna 
Zulmat ko zia, Сарс К.О. Саба Бандай Ko Khuda Kya Likhna 
HAQ BAAT PE Korray Air Zindaan, Батиль К.Е. Шиканье Главная Hai Ye Jaan 
Insaan Hain Ke Sehme Bethe Hain, Khoon-Khwar Darinde Hain Raqsaan 
ISS ZULM-O-SITAM KO LUTF-O-KARAM, ISS DUKH KO DAWA KYA LIKHNA 
Zulmat ko zia, Сарсар Ко саба, бандай Ko Khuda Kia Likhna 
Har Shaam Yahan Shaam-E-Weeran, Aaseb Zada Raste Galiyan 
JIS Shehr Ki Dhun Main Nikle Thay, Woh Sehr Dil-E-Barbad Kahan 
Sehra Ko Chaman Ban Ko Gulshan Badal Ko Rida Kia Likhna 
Zulmat ko zia, Сарсар Ко саба, бандай Ko Khuda Kia Likhna 
AYE MERE WATAN KE FANKARO, ZULMAT PE NA APNA FAN WARO 
Ye Mehl Sara'on Ke Baasi, Gatil Hain Sabhi Apne Yaro 
Wircay Gain Hamain Yeh Gham Hai Mila, Iss Gham Ko Nayaa Kia Likhna 
Zulmat ko zia, Сарсар Ко саба, бандай Ko Khuda Kia Likhna
