Текст песни Suvarna Tiwari, Monty Sharma, Akshat Gupta - Bharatvarsh Anthem
Просмотров: 2
0 чел. считают текст песни верным
0 чел. считают текст песни неверным
0 чел. считают текст песни верным
0 чел. считают текст песни неверным
На этой странице находится текст песни Suvarna Tiwari, Monty Sharma, Akshat Gupta - Bharatvarsh Anthem, а также перевод песни и видео или клип.
|
Vishvaguru Bharat Purvaj jaha kaa ram hai, Bhakt svayam hanuman hai, Tu janma hai jis dharati par Garv kar vah Bharat hai Tu hindu hai abhiman kar Har nari ka samman kar, is mati ko mathe laga Is dharati ko pranam kar, Shakti aur Shiv ka ansh tu Tujme devo ka rakt hai, Dushmano ka hai vidhvansh Tu vir hai desh bhakt hai, Tu janma hai dev bhoomi me Shiv ka ye tujhe vardan hai Tu sabko gale lagata hai, Bharatvanshi tu mahan hai, Jaha Baheti ganga maiya hai, Aur pooji jati gaiya hai, Jisaki kare Himalaya Raksha, Jisane hasake dushman ko bhi hai baksha, Shivshambhu ka shankh yaha, Krishna ka morpankh yaha Geeta kaa saar yaha, Vishnu har baar yaha, Vishvaguru Bharat Teri devi shera wali hai, Tu shiv ki santan hai, Tu saubhagyashali hai, Tera desh Bharat hai, Dushmano ka kaal tu shankhnad tu, Lalkar hai, Shiv ka tu trishul hai, Tu durga ki talvar hai, Is bhoomi ka jo satya hai Vah satya ram naam hai, Ram ka to vanshaj hai Yah shiv ka tuje vardan hai Is desh me baheti ganga hai, Bhagava aasman hai, Jis desh me tu janma hai, Vah desh bahot mahan hai, Nirbal ka tu rakshak hai, Piche tere hanuman hai, Tera koi prarmbh nahi Na tera koi samapt hai Sekado ki sena par tu ek hi paryapt hai, Yaha mar kar bhi amar bane jo veergati ko prapt hai, Ek hath me shastra hai, jisake ek hath me shashtra hai, Wo Vishvaguru Bharat hi ek matra hai. |
|
